How to record screen of PC on any Operating System Without any Watermark and Time Limit?


Agar aap ke pass ek laptop ya Computer  hai toh aap ka maan mai bhi ye khayal khabi na khabi zarur aaya hoga ki kyu na mai bhi aapna computer ki screen ko khabi na khabi screen record karu uspar jo bhi kam kar raha hu uski ek video banau ya phir aapna laptop mai jo bhi game khel rha hu ya phir aapna pc pe jo bhi game khel rha hu usa record kar ke uski ek video zarur banau. 

Toh aise mai aap log sochte ho ki yarr mai aakhir mai aap log ya zarur sochte ho ga ki aap apni screen record kaise kara. 

Toh aise mai aap log internet pa kai sara software mil jate honga jo paid hota hai jinhe istemal karna ka liye aap ko paise dena padhte hai lakin aagar mai aapko khau ka mai aap ko 1 nahi 2 nahi balki aise kai sara Free Screen Recording Software hai jo ki completely free hai jaha par aap ko koi watermark dekhna ko nahi milaga aur na hi aap ko kisi prakar ka time limit bhi dekhno ko milega toh aap bologa ki ya kon sa free software hai yarr toh ya sabhi cheezo ka liye aapko ya article padhna hoga.

How to record screen of PC on any Operating System Without any Watermark and Time Limit?


Toh sab se phela hum Free Screen Recording Software ki baat kara toh iska naam hai Screen Rec aagar aap google pa jaoge toh simply search karoge Screen Rec aap ko jo sab se phela link mil jaye ga yaha par free mai download kar sakte hai is software ka sabse bada faida ye hai ki aap ko watermark nahi dekhna ko milega aur saath mai yaha par aap ko unlimited length ki jo screen hai ya phir ye khe lo video hai aap record kar sakte ho iske aalwa dosto agar aap ko kisi bhi prakar ka screenshot lena hai ya phir screen ko record karna hai toh yaha par aap single click mai recording start kar sakte ho aur ha yaha par sabsi aachi baat ya hai ki is software mai aap teeno operating system windows, mac, linux teeno mai support karta hai.


Apowersoft Online Screen Recorder Software well dosto ya jo software hai ya ek in browsing software hai isa bhi aap simply google mai ja ke Apowersoft Online Free Screen Recorder Software search kar ke phela link pe click kar ke yaha sa aap easily free mai download kar sakte hai iski bhi khasiyat ye hai ka watermark dekhna ko nhi milta saath mai jo length hai Screen Recorder karne ke unlimited hai saath mai dosto aap yaha mai aap webcam bhi kar sakte hai yaha par ye webcam bhi support karta hai jo bhi record karoge Screen Record karoge toh jo aap ka jo face hai wo bhi show kara ga toh yaha par jo Free Screen Recorder Software hai wo bhaut hi useful hai dosto presentation ke liye ya phir koi online tutorial bana raha ho yaha par aap kuchh bhi guide kar rahe ho toh aisi conditions par aap ye Free Screen Recorder Software ka istemal kar sakte hai.


Sharex well ye bhi ek bhaut hi popular yaha par Free Screen Recorder Software hai aachi baat ye hai ka ya ek open source Free Screen Recorder Software hai jiski madad se aap free mai screen ko capture kar sakte hai saath mai yaha par aap share kar sakte ho toh simply google par ja kar aap yaha par likho ga Sharex toh iska jo link hai wo aap ko mil jaye ga ispa click kar ke simply yaha par aa ke isa easily free mai download kar sakte hai aur aachi baat ya hai ki ye completely free hai open source software hai ye secure hai aur saath mai yaha par aap screen ko record karke upload bhi kar sakte ho ya phir kha lo yaha par aap simply online share karna chate ho toh simply one click karke aap share kar sakte ho.


Camstudio well ye bhi ek open source Free Screen Recording Software hai is software mai bhi aap simply google pa ja ke Camstudio search kar ke phela link pa click kar sakte hai aur aap yaha par easily click karke ise aap easily download kar sakte hai ye jo software hai yaha pe windows computer ya phir laptop users ke liye hai iska aalwa agar aap ko kisi ko tutorial bhejna hai computer mai koi problem aagai hai usko fix kaise kara uska record karke kisi ko bhejna hai toh aisi conditions mai par aap is Free Screen Recorder Software ka istemal kar sakte hai jo ki completely free hai.


OBS Studio well OBS software ka bara mai zarur suna hoga aur agar aap gamers ho toh aap ne is ke baara mai zarur pata hona chaiye ya jo dosto software hai ye ek open source free software hai jiski madad se aap yaha par aap recording kar sakte ho aur agar aap ko Online Streaming karna hai toh ye jo software hai wo gamers ya streamers use karte hai toh yaha par aap ko streaming karne hai. 

Toh ye ek open source free software ka baara mai zarur pata hona chaiye iska aalwa dosto agar aap ko kisi bhi prakar ki screen record karna hai toh wo bhi OBS software ki madad se free mai kar sakte hai iski khasiyat ye hai ke ya jo Screen Recorder Software hai ye high resolution ki yaha par screen recorder kar sakta hai saath mai ye inbuild audio bhi record kar sakta hai aur yaha par aap ko unlimited length ko bhi jo ye record kar sakta ho saath mai jo Online Streaming bhi kar sakte ho.

Toh bhaiya gamers ka liye ye jo OBS software hai bada hi kaam ki bhi cheez hai ha ise use karna thoda complicated zarur hai but aagar aap ko ise istemal karna aa gaya toh aap iski madad se Online Streaming bhi kar sakte hai jitna bhi professional gamers hota hai dosto sabhi log yaha par OBS software ki madad se istemal kar sakte hai ha ye jo software hai windows, mac, linux, teeno operating software ka liye free available hai.

 

So guys this much only in this article. if you have any problem just comment down below.

 


Mohsin Khan

2 Comments

  1. How To Record Screen Of Pc On Any Operating System Without Any Watermark And Time Limit? >>>>> Download Now

    >>>>> Download Full

    How To Record Screen Of Pc On Any Operating System Without Any Watermark And Time Limit? >>>>> Download LINK

    >>>>> Download Now

    How To Record Screen Of Pc On Any Operating System Without Any Watermark And Time Limit? >>>>> Download Full

    >>>>> Download LINK EK

    ReplyDelete
Previous Post Next Post